KHUWAAB

Khuwaab min aakar neend urate the buhat,

Har ghare wo dikh kar muskrate the buhat,

Chhor he dina para ghabrakr uski shahr ko,

Yaad uske rat din rulate thi buhat,

Apne bahon min jab jakr lite the ranj-o-alam,

Aaki ek andaz min mujhko hansaate thi buhat,

Apni dil ke baat wo mujhsi kabhi kahite na tha,

Doosron ki pyaar ki qisi sunate thi buht,

Chahte thi sirf meri he nazar us par pari,

Ghir ke nazron si wo khud ko bachate the buht,

Din to kat jata tha mera doston ki sath min,

Raat min likin wo mujhko yaad aate thi buhat.

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,