JHEEL SI ANKHIN

Un jhel si gihre ankhon min ek sham kahin abad to ho,

Us jhel kinari pal do pal ek khuwab ka nela phool khili,

Wo phool bahadin lahiron min ek roz kabhi ham sham dhali,

Us phool ki bihti rangon min jis waqt larzata chand chali,

Us waqt kahin un ankhon min us guzri pal ke yad to ho,

En jhel si gihre ankhon min ek sham kahin abad to ho,

Phir chahi umar samandr ke phir moj parishan hojai,

Phir chahi ankh darechi si har khuwab gurizan hojai,

Phir chahi phool ki chahri ka har dard numayan hojai,

Es jhel kinari pal do pal wo roop nagr e-jaad to ho,

Din raat ki us aaeni si wo aks kabhi azad to ho,

En jhel si gihre ankhon min ek sham kahin abad to ho...

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,