EK BEWAFA

Wo pyar ka saboot dikhaya karta tha,

Ansoo baha kar hamin manaya karta tha,

Yi zindge sirf tum si wabsta hi,

Aksar yi baat hamko bataya karta tha,

Us ke baton min kuchh aisa asar tha,

Min barish k bina he bheg jaya karta thb,

Soni ke fursat kisi the,

Wo hamin sare raat jagaya karta tha,

Bichine jab had si barh jate thi,

Wo jee bhar ki gali lagay karta tha,

Wo aitne muhabbat karni wala badal gaya,

Jo har baat pi meri qasm khaya krta tha...

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,