Udaas shamoon me Lot kar' wo aana bhooL jata tha,

Udaas shamoon me Lot kar' wo aana bhooL jata tha,

Kar k khafa mujh ko' manana bhooL jata tha,

In-hi khasLatoon ne us ki' mujhe bad-naam kar daLa,

Wo Likh k naam dewaroon pe' mitana bhooL jata tha,

Mat pooch mohabbat me' La-parwahi us ki,

De k zakham' wo marham Lagana bhooL jata tha,

Kitna diL-nasheen hota tha' us ki yaad ka manzar,

Wo jb bhi yaad aata tha' zamana bhooL jata tha.

Comments

Popular posts from this blog

Koi purani yaad mera rasta rok kar mujhse kehti hai,

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai