Arzuen hazar rakhte hain to bhi ham dil ko mar rakhte hain
=>Arzuen hazar rakhte hain to bhi ham dil ko mar rakhte hain =>Barq kam hausla hai ham bhi to dil ek beqarar rakhte hain =>Gair hai murad-e-inayat hae, ham bhi to tum se pyar rakhte hain =>Na nigah na payam na wada nam ko ham bhi yar rakhte hain =>Ham se khush zam-zama kahan yun to lab-o-lahja hazar rakhte hain =>Chotay dil k hain butan mashur bas yahi aitbar rakhte hain =>Phir bhi karte hain “Mir” sahib ishq hain jawan ikhtiyar rakhte hain... G=>A=>B Ghulam Ali ali.buriro207@gmail.com 0344=3888256