Keh do Gham-e- Hussain Manany walon ko,
Keh do Gham-e- Hussain Manany walon ko,
Momin Kbhi Shohada ka Matam nhi krte
Hy Ishq Apni Jan se zyada Aal-e-Rasool se
Yun Sar-e-Aam Hum Unka Tamasha nai krty
Roein wo jo munkir hain shahadat-e-HUSSAIN k,
Hum zinda-o-javaid ka matam nahi kertay...
Momin Kbhi Shohada ka Matam nhi krte
Hy Ishq Apni Jan se zyada Aal-e-Rasool se
Yun Sar-e-Aam Hum Unka Tamasha nai krty
Roein wo jo munkir hain shahadat-e-HUSSAIN k,
Hum zinda-o-javaid ka matam nahi kertay...
kehtey hain barey fakhar se hum gham nahi kartey.....mattam ki sadda suntey hain mattam nahi kartey.....woh log bhalla samjhain gay kya ramz e shahadat ......jo eid to kartey hain muharram nahi kartey.....kiyun aap ka dil jalta hai kiyun jalta hai seena.....hum aap k seenay pe to mattam nahi kartey.....mohsin yeh maqbool riwaeyat hai jahan main.....qatil kabhi maqtool ka mattam nahi kartey.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
Deletetheek kaha apnay seeno pe matam kartay ho but sar-e-aam unka tamasha to kar rahay ho na dukh dil main hona chaheye phr dikhawa kesa...such kaha qatil kabi maqtool ka mattam nae kartay to phr kya show kar rahay ho
DeleteJis Ko Bhi Bura Lag Raha Hai Mattam-e-HUSSAIN(as)....
DeleteUs Ka Yazeed Se Koi Rishta Zaroor Hai ...
zahiri baat hy galat baat pe to gusa ata hy na yazeed apko sharm ani chahiye ap hamay yazeed keh rahay ho jo jahilon ki tarha peetay hain wo yazeed nae hain r hum yazeed hain
Deleteand its a known fact Allama Iqbal was shia and by this poetry he condemn mourning..
Deleteand its a known fact Allama Iqbal was shia and by this poetry he condemn mourning..
Deletebeing a muslim...
Deletejust aik ans de den... k Quran Pak mai kahen aaya hai k maatam krna chahye???
ya haamary pyary Rasool Salalaho Alehy Wa Aley Wasalam . ny iss mattam krny ko jaiz karar dia hai ????
Bhai jaan sirf matm he kroge ya unka kuch kaam bhi kroge issi muharram ke machine me duniya ko wajood baksha allah ne aur isi mahine me hazrat umar bhi shaheed huye aur bhi bahut se hadse khushi ke bhi issi mahine me mili h kitni Jung e jiti gyi h ye sb na btao bhai ye firka wariyt na failaao bhai
DeleteAp azal s matam kr k yhi to sbit krna chah rhy hn k hum imam e pak k katil nhi.
DeleteBetta qarbla k bad k waqeyat prhyn huzur pk k muhib logo n jb imam e pak ka ser neyzy pr dekh kr us p hmla krna chaha to girgit ki trah usny rang bdla k mny to beyat leny ko kha tha tumny inko qatal ku kr dea then us maloon n un katilon k lushker s kha k chlo ap inka sog kro un sb n munafqat mn matm shuru kr dea.
Ya tmasha dekh k hazrat zainab سلام اللہ علیہا ne kha k Allah k huqam s qayamt tq esy hi pitt.ty rh jao gy
Apka matam asl mn chor darhi mn tinky k mutradif h.
Khud hi apny seron mn khak dalny waly ahmaq log
Yadeen rehmatullahi Alla kaye Kyun k ye shia kufur me he or suhbe rasool k bete ko lantan karte he sumrelayeen shia tha inki policy ne ehlebayat ko shaheed karaya phir ilzam yazeed bin mawya r.a par laga diya, phir ye sine ko marte marte aaye jaisa k inhone kuch.nahi kia but sara kiya karaya to inhe ka he issliye inhe Allah ka azab he khud.ko peetna
DeleteAgar shiaon se itna masla hai toh apko yaqeenan Rosool(PBUH) se masla hai q k rasool (PBUH) ne Imam hussain(AS) ko apne galey se laga kr girya kiya krtey thy
Deleteاپنا کوئی مرتا ھے تو روتے ھو تڑپ کر۔
Deleteپر سبتے پیغمبر کا کبھی غم نہیں کرتے۔
ہمت ھو تو محشر میں پیغمبر سے یہ کہنا۔
ہم ذندہ و جاوید کا کبھی ماتم نہیں کرتے۔
( علامہ اقبال )
Are pitte jaye kute jaye chere jaye wo sine jisme Umar or usman ki mohabbat na ho .
DeleteTum pito aur kuto apne sino ko wo usi layak hai .
Bar umar Lanat be shumar lanat madarchod par
Deletezaroor matam kren janab asi123, par is shahadat ka maqsad yaad rkhen aur aaj k zalim hukmran k khilaf kharray ho jaen.
ReplyDeletepar itni himmat kahan ho gi ap main
tum q nahi khry hoty @usman? tumhy lgta hy na zalim to tum khary ho jao,,,,,,, or matam e hussain as ko rokny waly bohat aye lkn un ka kch nahi bacha,,, beta hussain k rasty me na ao, teri oqat kia hy hussain as janat k sardar or tu ik paleed orat ka bacha hy, shrm kr,
DeleteSonia khan ,, n M.Usman ,,
Deletepehle app apne baron se yeh tu pata karo k Mattam kis per kar rahe hain hum ???
bad main behas karna ....
qk hum mattam shaheedon ka nahi karte ... hum Aal-e- Muhammad (saww) per hone wale Zulmon per mattam karte hain jo tum jese MUSALMAON ne dhaae the ...
tum jese musalman the jo keh rahe the Hussain(as)ka gala jaldi kato k Zuhar ki namaz ka waqt ja raha hai ...
haad ho gae pehlay ap apnay baron se confirm karo phir baat karo naqvi sahb
Delete@Somi Khan In ka Baray B To roaty peetay aye hai un sa kya pouchye gye @naqvi sb ma bata dun
DeleteThis comment has been removed by the author.
Deleteپوچھنا یہ تھا کہ حضرت زین العابدین جنہوں نے واقعہ کربلا اپنی آنکھوں سے دیکھا تھا۔
Deleteواقعہ کربلا کے بعد تقریباً 40 سال زندہ رہے،
اس طرح 40 مرتبہ آپ کی زندگی میں 10 محرم کا دن آیا تھا
حضرت زین العابدین جو حضرت حسین رضی اللہ تعالٰی عنہ کے بیٹے تھے، کیا آپ نے اپنی زندگی میں 1 بار بھی 10 محرم کو گھوڑا نکالا،
کیا آپ نے اپنی زندگی میں 1 بار بھی 10 محرم کو ماتم کیا،
کیا آپ نے اپنی زندگی میں 1 بار بھی 10 محرم کو اپنے آپ کو چھریاں ماری،
اگر حضرت زین العابدین نے ایسا کبھی نہیں کیا تو میرا سوال یہ ہے کہ آج کل جو لوگ محرم میں ایسا کرتے ہیں وہ کون ہے؟
کس کے طریقے پہ چل کر ایسا کرتے ہیں؟
کیا اِن لوگوں کو حضرت زین العابدین سے بھی زیادہ غم ہے شہادت حضرت حسین رضی اللہ تعالٰی عنہ کا؟
حق اور باطل کو جان کر جیو۔✨
@asi123 So u have also included holy prophet (pbuh) in the same class. He (pbuh) never did MATAM on martydom of his companions in his life, even on shahdat of beloved uncle HAMZA (RA). Plz come to light, come to truth
ReplyDeleteRasoolallah ne khud Shezaadi Fatima Zehra se kaha hai ki Allah wo qoum paida karega to hussain par giriya karenge, matam karenge, ghum manaenge, Aur wo qoum Shia hai.
DeleteShai-E-Haider E Karrar.
hum imam hussain a.s ki shahadat par matam nahi kartay hum tou saadat par huwe zulm par matam kartay hai....hum bibi zainab kai chadar ka matam kartay hai.....hum tou fatima zehra s.a kai gham mai shareeq hotay hai..........jab imam hussain a.s ki wiladat hui tou rassol khuda s.a.a.w ro paray bibi fatima nai farmaya kia baat hai baba jan app ko khushi nahi hui???? rasool allah nai farmaya nahi mujhay bht khushi hui fatima tumahara beta mera deen bachayega ....laikin gham iss baat ka hai kai wo dasht karbala mai tanha ho ga.....yeh sun kar bibi ro pari or kaha kai baba jan phir hamaray hussain pai kon royega farmaya fatima fikar mat karo aik quom hogi jo hussain ka matam qayamat tak karegi......hum tou fatima zahra ki duao mai pallay hai.....
ReplyDeleteHwala de sakte is is ka jo likha hai?
DeleteALLAH tallah ny ghum manany ki ijazat sirf 3 din ki d ha
Deleteor is k siwa ALLAH tallah muslim ko khd ko nuqsan puhnchany se mana karty hen agar matam jaiz hota phr toh khdkushi b ap k mutabiq jaiz hogi cz insan khdkushi b toh ghum mn e karta ha konsa khushi mn krta ha
sbbb bkwasss apny se ghari hui batain hen
r ye jo ap ne bayan likha ha Quran pak ya Ahadess ka hawala den plzzz warna ye bt na karain toh behtar hoga
Deleteesy toh hm b kch b keh skty hen butt hawala den iska Quran o hadeess se na k kisi maulvi ya ordinary buk se
jio meri behan @ zainab,,,,,
Deletetum log mjy btao na k quran me kalma kahan likha hy? or 6 kalmy nabi pak ny kab parhy? jab koi muslim hota hy to kitny qalmy prhta hy ? 1 ya 6? dosri bat, 12 rabi il awal kab celebrate ki nabi pak saww ny or un k sahaba ny?
nabi pak saww ka ik dant mubarik shaheed hony py sahaba ny apny 32 dant shaheed kr liye kia wo matam nahi tha?
@ Zainab... @ syed ...
DeleteMOLA (AS) app ko koi ghum na de siwae ghum e HUSSAIN (as) k Ameen
Ameen
Deletesyed sahib egr mind na kero to zara ye batao ge ke keb 32 dant shaheed kiey or kis ne or kis jaga likha hai..
Deleteor hawala kisi book ka daina ye na ho ke apni kisi shai ki book ka de do her ghelet baat tum log likh laite ho
jaise dil mein ata hai islam ko waise bana laite ho
Awais e Qarni yeh sahabi rasool thy or inheen khabar milli thi k Rasool(PBUH) k dandaan e mubarak shaheed hogaye hain toh inhein bardasht na hoskka wo sitam Rasool pr toh unhoo ne apne bhi daant shaheed krdiye srf rasool ki muhabbat mai...
DeleteAb yahan se sabit hai k ham shia matam q krtey hain...srf orr srf in k zulm k khilaaf awaz uthatey hain ham aaj k waqt k yazeed k mou pr tamacha martey hain apne seeno pr matam kr k...yeh matam dharna hai...tehreek hai orr iss tehreek ka mtlb ham se behtar koi nhi jaanta....
zainab@ ye sab bakbas hai, agar matam karna haram hai, gum e husain karna sunat e rasool hai, sarkar ke yad me anshu nekal sakte hai, lekin chhati thook thook kar tamasa nahi banaya ja sakta hai.
ReplyDeleteme sabit krta hn matam krna sunat e rasool saww hy,,,,suno,
Deletenabi pak saww ka ik dant mubarik shaheed hony py hazrat awais krni ra ny apny sary dant mubarik shahed kr liye nabi ki muhabat me,,,, kia unho ny khud ko aziyat nahi di nabi pak saww ki muhabat me? hum hussian as ki muhbat me matam krty hen,,,,, tum ye btao kitny time ki namaz phrty ho? salo botha dhony ka pata nahi hy or shia py fatwah lgany chaly
or apni shader ko utar ker apni izet jo hoti hai...
Deleteya kisi or ke sath sham-e-gareeban mane se ni hoti
agar kisi ko shaba ke bare me doubt ho to plz ye video click kar ke sun le.
ReplyDeletehttp://www.youtube.com/watch?v=jJcqRwAWOOM&feature=related
SAHABA (R.A) k naam ko apni pasand rakha kar
Deletewarna aey kafir zuban apni band rakha kar
gar chahta he zamane me sarfrazi apni
to SAHABA (R.A) ka jhanda buland rakha kar
jo QURAN pak pe yaqeen ni krta wo to kafir he 1 choti si misaal me dena chata hn or QURAN -E-PAK se sabit krta hn k ALLAH TAA.LA ne farmaya he k "beshaq quran humne nazil kia or hum iski hifazat ka zima lete hen"
Deleteab bat ye h k ap btaen jis ka ALLAH zima leta he wo kuch bi ho koi b chez use nuqsan ni de sakti or kuch log jo aqal se paidal hen wo kehte hen QURAN K 40 pare the jin me se das ABU BAKAR (R.A) ki bakri kha gyi thi ALLAH k wastey plz ap apna aqeeda darust kren fir kisi k khilaf bolen khas kr hmare SAHABA (R.A) k
Exactly Adeel :) ap ne bilkul thk bola
Deletewoh rabb jo murdon ko zinda kar skta us k liye bakri k pait se kch nikalna kahan mushkil ha yar
Asalam O Alikum..! Adeel and Numan !
DeleteFirst of all yeh zamana jaliyat ki batian hain. men ney 18 years sy majlis sun raha hon jab sy hosh sanbhala hai.. kisi sy aj tak nahi suna k kisi ney kaha ho bakree khaa gayi pary.. Merey Bhai yeh Sirf batain banai jati hen ta k Dor hoo Log.. Please merey bhai Study karo kisi b Firqy par then comment karoo.. Ap log tu Zara si bat par Kafir ka Fatwa laga dety ho , Jab k Prove b nahi kar sakty... Muslman honay ki Shart kia hai ?? bata do un men sy kon c ham nahi manty ?? .or aysi batain phelnay sy phelay confirm kia karo.. warna ap free men jhoti batain phelnay par ragary jaye ge Akharat men. Hamray kisi Ulma or AyhtoAllah ko Quote kar sakty hoo ?? ya Kisi Masoomieen (A.S) ka fArman iss sy related.. Hawa wali batian mat karoo.. yeh khud he batain bana kar ura dety hoo...
Merey Bhai Quran pak men 6666 Ayat par Har Shia or Sunni ka Belief hai...
DeleteBaqi Sahaba or Umhat ko b manaty hen ham...
Faraq Sirf Itna hai Ap khelafat k Follower hoo.. Ham Imamaiat k Follower hain...
Ap kis base par Shia kafir k Fatway laga dety hoo.. Zabrdasti manwa nahi sakty ap log... Hamara Khatm-e-nabwat par Kamal Yaqeen hai.. yehi base hoti hai na Kafir or Muslman men.. Ham ney tu kabi nahi kaha k Rasool Pak S.A.W.W k bad koi Nabi hota tu yeh hota....
Please bhai first Study , then make a opnion... Dont Trust Blindely
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteAdeel sahib it is a mis concept in our minds. Shia muslims share the same Quran as we have.
ReplyDeletebhai seena hamara, sar hamare, khoon hamara, aah o girya hamara, na hum aap logon ko kehtay hain Rasool S.A.W.W k nawasay ka ghum manao, na fatway lagatay hain k Namoos e Risalat k naaray laganay wala kyun Aal e Muhammad k fazail nahe suntay, phr aap ko kia masla, hum jo bhi karen, aap ko aap ki jannat mubarik, Hamein apnay Nabi aur un ki Aal ke raza sa zada kise cheez ki tamanna nhe..
ReplyDelete@Ghulam Ali
ReplyDeleteKeh do Gham-e- Hussain Manany walon ko,
Ye Allama Iqbal ka nai hai... Get your Facts Right then Talk to Us ... Ye Jawad Iqbal ka hai
jis ka b hy galat to nae hy such he to hy wesay such karwa hota hy na
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeletesough to dil main hota hai muslemano ke..galiyon main dekhawa karne se nahi..
Deleteagr sog dil me hota hy to phir khushi b dil me honi chahye,, phir tum log q krty ho shadi me khusi , galion me nachty ho, itny logon ko ikatha krty ho, q krty ho aisa, nabi pak saww ki to koi shadi b asy nahi hui to tum log q krty ho? nabi pak saww na to 12 rabi ul awal b celebrate nahi ki thi to tum log q krty ho? jwab do? mou dhony ka pata nahi or chla shia py fatwah deny
Deletetum log khty ho k matam quran me sabit kro, me ao logon sy khta hn k qalma quran me sabit kro,,, or dosri bat,,,, khud ko aziyat dena agr haram hy to phir hazrat awais karni ra ny apny dant mubarik q shaheed kiye jab nabi pak saww ka ik dant shaheed hua tha, kia wo khud ko aziyat nahi dy rhy thy,, o jahilo jisy apni gand dony ka nahi pata wo b matam py fatwa lgany beth jata hy,,,,lanat ho hoti rhy gi yazeed ap k leader ppy or HUSSAIN AS ka matam kabi nahi ruky ga,
ReplyDeletedon't cross ur limits ap HAZRAT MOHAMMAD S.A.W.W taq na pohncho jahil to ap ho shaheed to zinda hotay hain r momin kabi zinda-o-javaid ka matam nae kartay ur kind information
Deletekehtey hain barey fakhar se hum gham nahi kartey.....mattam ki sadda suntey hain mattam nahi kartey.....woh log bhalla samjhain gay kya ramz e shahadat ......jo eid to kartey hain muharram nahi kartey.....kiyun aap ka dil jalta hai kiyun jalta hai seena.....hum aap k seenay pe to mattam nahi kartey.....mohsin yeh maqbool riwaeyat hai jahan main.....qatil kabhi maqtool ka mattam nahi kartey.
DeleteNAA SHIYON KA HY, NA SUNIYON KA HY, NAWAASA RASOOL TO SARAY JAHAN KA HY....... NA JHUKAYA SIR PAL BHAR K LIYE YAZEED K SAMNAY, SALAM TUJH PAR AY HUSSAIN SARAY JAHAN KA HY........... BACHAYA JIS DEEN KO BARI QURBANIYAN DE KAR, AJ WOHI DEEN E MONHAMMADI SARAY JAHAN KA HY......... BAND kar diya jis darya k pani ko,qasoorwar wohi firaat saray jahan ka hy....
Deletei think its a very big conspiracy ignited by the enemies of Islam that has divided the Muslims in a number of groups. I think the need of the hour is not to fight amongst our own muslim brothers, but to rather unite and stand up against the enemies of ISLAM as no matter what sunnis or shia have controversies on (whether it b matam or small differences in the way namaz is offered or whatever) we all believe in the same Allah , Prohphet (P.B.U.H),Panj e tanay Pak on which nobody has a doubt on!so i strongly condemn who ever post things against shia or sunni's as all we would do by such acts is further ignite the flame that was a started by the enemies of Islam! i think we should first correct our ownselves and become a true Momin rather than further creating issues and fighting with our own Muslim brothers..its time to wake up from JAHILIAT and get united as no matter what if we're sunni or shia...WE R ALL MUSLIMS FIRST!
ReplyDeleteBhai jaan kammal ham sab muslims hain..
DeleteHmain muslims honay k natay aik page pay ana ho gaa
Ham sunni shia k ikhtalaaf ko khatam karna ho gaa or muslim ban k chalna ho gaa
Kuslims in firkawarana fasadaat ki wja s e to pichay reh gay ni to kisi maan nay abi aisa jnaaa e ni tha jo muslims ka mukabla kray ham apni khamiyoun s pichay reh gay
Ye sunii ye shia aisa bht kuch
Plzz aisay khud e fatway na jari krain k ap kafir ho ap yazeed ho
Plzzz ham sab muslims hain or pyaar or muhabat s rahain
Hamara islaam darass e pyar or muahabt s rehnay ka saita ha apis main ham sab muslims hain or apis main bhai hain so no galiyaan plzz or no jhootay fatway
Muhaabat s baat kia krain sab pyaar aik achii cheez ha dear brothers and sisters
DeleteHam muslims hain hamain ye paigham lay k chalna ho gaa ta k har traf nonmuslims ko pta chal jaiy k muslmay ummah aik page pay a gai ha
Sab kuch pyaar or muhabat s solve kia ja sakta ha
Agr ham muslims jo ab firkawarana fassadaat main batt chukay hain agr aik dosray ko smjain to bht c problems ka solution nikal sakta ha or ikhtalafaat kam ho saktay hain
Ham aik dosray s muahabt s bat kar k bht kuch smja saktay hain na galiyaaan day or khud s fatway lgaa k halan k hamain kuch ata ho ya ni mgr fatway lganay main mahir hain ham KHUDA K LIEY
TMAAM MUSLIMS APNA ZAMEER JONJORAIN OR
AIK
Page pay ayen
kuch log allama iqbal ka ik sher kuch is tarah parehty hen jo azidi lashkar ka ik hisa he .
ReplyDeleteROEN WO JO MUNKAR -E - SHAHADAT E HUSSAIN HEN
HUM ZINDA O JAVED KA MATAM NAHI KARTE .
Per allama iqbal ka asal sher kuchh is tarah he
APNA KOI MARTA HE TO ROTE HO TARAP KAR
PER SIBT E PAYEMBER KA KABHI GHAM NAI KARTE
HIMAT HY TO MEHSHAR ME PAYEMBER SE YE KEHNA
KE HAM ZINDA O JAVED KA MATAM NAHI KARTE .
saza kese milte hai ? mujrim ko.!
ReplyDelete*saza ko matam mein or matam ko sough* kehne wale ta qayyamat tak saza hai inko.!
I am agree with you sister. there is only one thing "Aqeeda" which is still dividing Muslim Ummah in different groups. Irani Pakistani and Arabs all hate each others due to sunni shia and wahabi contradictions, and this weak point,Of course, help other enemies of Islam to damage our Holly Religion. Palestine still burning,Jews the worst enemy of Islam killing(shaheed) innocent muslims. How many Malalas are brutally killed by them? where the hell USA, UN,Iran,pakistan,Turkey,Arabs?? whereee??
ReplyDeletethis is what Muhammad(pbuh) Ali(r.a), Quran, Islam teaches us?
bas ya hussain kisi ko mirchi lagy to lagy ghame hussain nahin to us zindagi pe lanat beshumar wo yazeed ka mureed hai
ReplyDeleteInsan ko bedaar to ho lainay do..
ReplyDeleteHer qaum pukaray ge , humhare hain YA HUSSAIN (as) ...
100 janaze hum uthaen apne pyaron k tu KYA??
ReplyDeleteChin Bhi Jaaye, Gar Husaini Maaon Se Unke Jawaan,
Yaad kar Ke Zakhme Akbar,ko kahengi Sab Yeh Maa
Tha Ali Akbar (A.S) Ka Sadqa
Tha Ali Akbar (A.S) Ka Sadqa
Lal Mera Matami....
HOGI YEH MASLIS TU HOGI
HOGA YEH MATTAM TU HOGA ...
RUK NA PAAI SHAAM MAIN JAB..
KYA RUKE GI AB KABHI ???
8(Aath) Azaanein Bayath Waqt Fiza Main Gunjin...
ReplyDelete8(Aath) Azaanein Bayath Waqt Fiza Main Gunjin...
SANIYEH ZEHRA (sa)K KUTBON ko Daabane k liyeh ...
Shoor barpa kiya Darbar main AZAANON se ...
IS MAJLIS O MATTAM KA ALLAH MALIK HAI
ReplyDeleteALLAH J.J MALIK HAI ALLAH J.J MALIK HAI
YAZIDI ZULM THAK GAYA BANU UMAIYA THAK GAI BANU ABBASIA KA ZULM THAK GAYA........... DUNYA K GOSHAY GOSHAY K ANDER GOLION KI BOCHAR K ANDER BOMB DHAMAKON K BAWAJOOD AJJ BHI AZADAR APNAY MOLA KA GHAM MANA RAHAY HAIN OR HUMAINSHA MANATY RAHAIN GAY Q K IS MAJLIS E HUSSAIN KA MALIK BHI ALLAH J.J HAI OR KHALIQ BHI ALLAH J.J OR JIS KA MALIK ALLAH J.J HOJAI US MATAM KO ROKNAY YA RUKWANY KI KISI KI OQAAT NAHI INSHALLAH AMEEN
mere lahoo k har katre main qunj raha hai ...
ReplyDeleteYA HUSSAIN(as)....
shia badtreen kafir ha ...
Deleteye Ali R.a ko waris khty hain par HAqeeat main Ali R,A ALlah ko wairs mannty thay aur agr ye Ali waris k naray lgaty hain tou UNky Jesi NAmaz kyun ni parhty unky jaisa kalma kyun ni parhty ?
or un ko murda na kho jo Allah ki rah me sheed hogy h blk wo zinda or Allah k pass rizq paty h ( Quran pak)
ReplyDeleteager app QURAN pak k 6 or 7 pary ki phli phli line par letay to bhter hota qadri g
DeleteQadri sab kabi aap k samny ap ki bahan r maa ki chadar utary ga na to phr chup kaar k rahna us zlum k khalag ahtjaj na karna ha
Delete"Hmary Jad Ki Azadari Ko Jahan Tk Ho Saky Qaim Rakho Aisa Na Ho K Log GHADEER Ki Tarah KARBALA Ko Bi Bhool Jain.. "M0LA IMAM ALI Raza A.S". " Salwat"
ReplyDeleteKeh do Gham-e- Hussain Manany walon ko,
ReplyDeleteMomin Kbhi Shohada ka Matam nhi krte
Hy Ishq Apni Jan se zyada Aal-e-Rasool se
Yun Sar-e-Aam Hum Unka Tamasha nai krty
Roein wo jo munkir hain shahadat-e-HUSSAIN k,
Hum zinda-o-javaid ka matam nahi kertay...
Allama Iqbal. Stay Blessed.
Saddam Hussain : 0314-5650375
Good Ghulam Ali
shia hain hi kafar
Deletelant by shmar yazed py ur us ke ulad py
ReplyDeleteLanat beshumar
DeleteYazeed, Nasl e Yazeed, Dushmanan-e-Ahle Bait a.s. , Dushmanan-e-Bawafa Sahaba r.a. , or Munkiran-e-Deen e Islam pay Laanat Taqayamat Beshumar..
ReplyDeleteAb is pay tou mairay kisi musalman bhai bahan ko aitaraz nahi hona chahiay, Phir mil kar laanat bhaijain..
shia badtreen kafir ha ...
ReplyDeleteye Ali R.a ko waris khty hain par HAqeeat main Ali R,A ALlah ko wairs mannty thay aur agr ye Ali waris k naray lgaty hain tou UNky Jesi NAmaz kyun ni parhty unky jaisa kalma kyun ni parhty ?
HAQ ALI HAQ ALI
ReplyDeleteALI AS par itraz krna mavia LA ya us olad ka kam hai to kro jtna krna hai shbash par ye soch lo JANNAT malik ALI O OLAD E ALI AS hai
Tm log batao k AWAIS KARNI R.A NA apny dant ku nikaly r un k liye janat saa kaly ka phal b aya HUSANIIIIIII AND MATMII ZINDA BAD JAB PAKISTAN BANA TO AIK SHIYA QUIED E AZAM NA HI HUSSANI FIKR PA AMAL KIYA JO AJJ IS MULAK MA HO TO AIK MATMI KI WAJA SA
ReplyDeleteMere sunni aalimo, matam aur rone ka hukm hume aulad e IMAM HUSSAIN(AS) ne hi diya hai jo Quran aur sunnat e rasool(sawa) aap se behtar jaante the aur pure Quran ka mukammal ilm rakhte the. Is liye matam aur Rone ko na najez kehne ka aapko koi haq nahi.
ReplyDeleteuon jurm e qatal apna chupany ko ay zubair
ReplyDeletekya krty bechary agar matam nahi krty
q jalta hain tuo imam hussain ka matameyo sa
ReplyDeletetime mila tuo pouch apni maa sa ka koi khata tuo nhe
geo ali walo geo
Keh do Gham-e- Hussain Manany walon ko,
ReplyDeleteMomin Kbhi Shohada ka Matam nhi krte
Hy Ishq Apni Jan se zyada Aal-e-Rasool se
Yun Sar-e-Aam Hum Unka Tamasha nai krty
Roein wo jo munkir hain shahadat-e-HUSSAIN k,
Hum zinda-o-javaid ka matam nahi kertay..
Na kro shia hamesha se imam Hussain A.S k qatilon py lanat krty hai
DeleteHamne nahi kaha ki ham gham nahi karte....
ReplyDeleteGham to ham karte hai lekin matam nahi karte….
Qatil-e-husaain karte hai pachhtawa aur darte hai TANZIM…
Azaje naar se bachne ke liye kuchh na kuchh to karte agar matam nahi karte….
Phir bhi na bakshe jaynge chahe aajma le ek aur nayi tarqeeb
Na jayenge jannat me ye jab tak mere HUZOOR ke naam ka dam nahi bharte…
Jung ka maidan, lasho ka dher ho ya ho khoon ka dariya…
Ham log kabhi jung me jakhm lagne per AAH bhi nahi bharte
Hamare ghar me bhale hi aurten roti hai bilakhti hai tarapti hai.,,
Ham logo me baap bhi bete ki mayyat per matam nahi karte…
Suna hai hoti hai takleef rooh ko bhi tarapne rone aur bilakhne se..
Ye pata hone par bhi kahte hai ki matam nahi karte…..
Kate bazoo, Laga jo teer aur pyasssa raha karbaala ……………..
Tab bhi aayi yahi sada ham sabr karte hai matam nahi karte…….
This comment has been removed by the author.
DeleteHi Bro wonderful Article
ReplyDeleteGuys Also Read It Jazz Free Unlimited Internet Code 100% Working 2020
<.>
Zong Free Internet Trick working
Telenor Free Internet code 2019
Zong Free Whatsapp code
Telenor Free Whatsapp code
Jazz Free Whatsapp code
Ufone Free Whatsapp code
Jazz Free Tv Links Enjoy Free Tv on jazz sim
Assalamu Alaikum warahmatullahi
ReplyDeleteshia khenge hum shi he sunni khenge hum shi he
shia khenge sunnio ki kitab me glt likha he or sunni khenge shia ki kitaab me glt likha he
shia khenge tum matm nhi krte tum dushmn ho ehle bait ke or sunni khenge tum ghum mnate ho to fir shia khenge sunni se teri maa bhen baap mr jaay to tu roona mt ghum afsoos mt krna to fir sunni khenge shia se hum ghum krenge apne maa baap bhai ke marne pr q ki wooh mr gy
or shaheed ka ghum isliyye nhi krenge q ki shaheed mrte nhi he fir shia kuch khenge fir sunni ku6 khenge aise hi arguments hoti rhegy or debate chalti rhegy q ki sabne apne baap dada ko buzurg ko jo krte dekha he or jo sunte suna he whi khud bhi amal krte he or akeeda bhi pkka hota he apni cast ya religion ka or kuch loog study krte he kisi ki baato me nhi aate he na hi faaltu ki behes krte he samjhdar loog he wooh or huzur ka farmaan bhi yhi he ki ilm khud sekho khud pdho or bt rhi yeh ki shi koon he or glt koon he to fir ab dono trf ki kitabe pdhna pdenge sunni ki bhi or shia ki bhi or Allah jisse tofeeq dega whi itna bda qadam uthata he jo ilm sekhta he aaj k dour me to tik tok tv songs or phn pr pyaar mohbbt se furst mil jaay to ilm seekhe shi bt to yh he new generation ki youth ko ghusl krna nhi aata kher chodiyye baat or mozu alg ho rha he me apni bt pr aata hu ki shi glt ka fesla janne k liyye dono ki kitabe pdi shia ki bhi sunni ki bhi ab jb donl ki kitaabe pdi to kuch jagah similarity or kuch jagh fark he or bht bda frk he (sunni ke imaam 4 or shia ke imaam 12 or 11 ki wiladt ho gy ) yeh frk dekha lekin shia ki kuch kitabo me hazrat abu bakr ko maana gya he unhe izzt dete he shia or kuch shia nhi dete or aage bdhte he fir ai kalme ki baat
shia ka kalma alg he or sunni la ilaha illallah muhammadur rasoolullah pr ruk jate he
yha frk dekhaa sab kuch pdhlia sab frk jaanlia kisme kitna change he lekin ek cheez nhi dekhi Hai wooh bhi khuda ke bande he yh bhi khuda k bande sunni glt he shia shi he ya shia glt he sunni shi he ispr behes hogi q ki usne dono trf ki kitabe pdhli or jo shi lga usse follow krlia ab agr shia bna to sunni ko glt khega agr debate hogi to or agr sunni bna to shia ko glt khega agr debate hogi to
Lekin 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢 koi yeh q nhi mere musalmaan bhai Allah hum sabko suchcha ilm seekhade
ho skta tu shi ho me glt hu
mere bhai tu Allah ka bnda he or me bhi Allah ka bnda hu tu bhi usse sajda krta he me bhi usse sajda krta hu tu mere ghr aao me tere ghr aunga hum aps me mohbbt rkhenge islam ka sabse mazboot Amal (mohabbat) huzur ne farmaya jo 2 tute dilo ko jood dega wooh be hisaab jannat me jayga to mere bhai aps me piyaar mohabbat se rho Or Allah ke bndo se khush rho
(insaniyat hi phla dharm he insaan ka fir panna khulta he geeta or quraan ka ) isliyye aise alfaaz mt bolo or ek dusre ko glt mt bolo Allah jisse chahe jb chahe hidayt dede kafiir ko musalmaan bnade
mujhe jo shi lga wooh mene likha he agr me glt hu to mujhe maaf krdena agr koi bt glt khi ho to or agr kisi ko janna ho ki me sunni hu ya shia to mera jawaab he me sirf musalmaan hu
khuda hafiz
Listen you all.
ReplyDeletePechlu 2 dhaeo s firkawareat br rahe ha Muslims may. Or kitna bikharna ha toot kr by khabaro. Sbko pta ha k Muslims ko hum kuch n bygar sakty lakin ak dosry ko katny k liya ya hame ko use kr rhy hain.
Matam dukh m hota ha apny pyaro ko. Jb kashmir m koi shaheed hota ha to sb usy apna byta r bhai smj k uska sog mnaty hn.
Hum matam nahi karte haan rone aur matam main bohat farq hai.. Tum log tou yeh parhte hO kai
DeleteMujh pai kyu band karte ho pani
Kya Muhammad SAWW ka pyara nahi hoon
Yeh kiya hai haan?
Unhon nai tou aisa nahi Farmaya yeh tou shikayat hai un pr zuml kis liye hua Sirf is liye kai unhon nai zalimo ka saath nahi diya
Aur unhon nai tou Jo bhi mushkilat un kai upar deen ki waja sai aeen قبول kiya
Aur akhri saans tak dushman ki ankhon main ankhain daal kr jaam e Shahadat nosh kiya
Jo tum parhte ho yeh tou Shikwa hai
AGAR HUSSAIN A. S NAI SHIKWA KIYA HOTA TOU SAJDE MAIN KIYO GIR JAATE
ڈرو خدا سے ہوش کرو
کچھ مکر و ریا سے کام نہ لو
یا اسلام پہ چلنا سیکھوں
یا اسلام کا نام نہ لو
Quran s sabat krwana ha t dodo janab molveo ka jhond ha apna sahe e dosry ka galat sabat karny liya. Last time hum m s kes n quran tarjmy sath smjny k neat s parha. Btana,!!!!! Quran m kha mobile use likha ha whatsapp ka zikr ha. Tight kapry r makeup ka zikr ha. Khuda sy skon o afeat many. Islam s pury qaenaat ka mazhab ha. Usky nmaendy bano ak dosry ko pyar kr k accept kr k. Hum Allah or Hazrat Muhammad(saww) ko manty hn na? To Alhamdulilah
ReplyDeleteMatam is proved in quran as well as in hadees and in Bukhari Sharif and sahi Muslim nad tirmizi
ReplyDeleteApni birthday's tou sab manate hain laikin jb baat ae un ki jin kai bare main Ala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Barailvi Nai Farmaya
ReplyDeleteوہ جو نہ تھے تو کچھ نہ تھا
وہ جو نہ ہوں تو کچھ نہ ہو
جان ہیں وہ جہان کی
جان ہے تو جہان ہے
Mola Ali RA ka youm e wiladat tou tum manate hou aur hum bhi manate hain.. Tou kya Aap SAWW ka milad nahi manaya jaa sakte.. Kya woh din nahi manaya jaa sakta jis din hamare Aaqa o Mola SAWW tashreef lae?.. Jis din khatam unnabbiyeen, Rahmatalil Alameen, Habeeb اللہ, Shafee e mehshar, tashreef lae.. Baat عشق aur mohabbat ki hoti hai hum milad is liye manate hain kyu kai hum apne Aaqa SAWW kai dunya main tashreef Lane wale din ko eid samjhte hain.. Baaki tum logon ki apni soch hai.. Tum logon ko عشق naseeb nahi hua تمہیں un ki wiladat ki kushi nahi tou apni kismat pai matam karo hamare peeche kyu pr gae ho... Aur jab Jumma momin kai liye eid hai tou Aaqa SAWW ki paidaish ka din eid nahi??.. Aur tum kehte hou kai hum Siddique e Akbar R. A ko momin nahi mante.. Tou un ko momin man nai kai liye pehle khud momin hona parta hai..
AQEEDA E SUNNI BARAILVI❤️❤️❤️👇🏻👇🏻👇🏻
Woh nahi mante Haider ko khuda kai jaisa
Baad Nabiyon kai woh Siddique ko Jane Aala
Woh nahi mante Haider ko Nabi SAWW sai barh kr
👆🏻👆🏻Aise hote hain Ali R. A KAI NOKAR
MUSTAFA SAWW pai hain Fida
Mola Ali R. A WALE
Hain Sahaba kai gada
MOLA ALI R. A WALE
naam lai SIDDIQUE R. A ka
Mola Ali R. A wale
4 yaro pr fida
MOLA ALI R. Awale
MATAM WOHI KARTE HAI JINKO APNE KIYE HUYE PAR PACHTAWA HAI, AUR HUSSAIN R.A. TO SHAHEED HUYE HAI, SHAHEED HAMEHSA ZINDA REHTE HAI, TO UNKA MATAM KAISA??? DARASAL SHIAON KE BAAP DADAON NE AAL E RASOOL KA QATL KIYA THA JISKI AAJ WO MAAFI TALAFI MATAM KI SHAKAL MEIN KARTE HAI...AUR LOGO KO BATATE HAI KE WO AAL E RASOOL KE KITNE BADE CHAHNE WALE HAI, JABKI YE DHIKEBAAZ QAUM HAI, HAMESHA DHOKA HI DIYA HAI AUR QAYAMAT TAK DHOKA HI DETE RAHENGE INKE KHOON MEIN DHOKA SHAMIL HAI...
ReplyDeleteSunni kehry hain yazeed shia tha sunniyo ko yehi nahi pata k us waqt aik ki zaat thi Syed Baki sb ummati thy shia,sunni aur wahabi bd main aai then
Delete