Sheesha mera wajood hay, Pathar talash kar

'Sheesha mera wajood hay,
Pathar talash kar'


'Meray galay ke wastey khanjar talash kar'


'Qatray se meri tishnagi na bujh sakay gi ab'


'Mere liye tu koi samandar talash kar'


'Duniya ke is hujoom mein hargiz mujhe na dhood'


'Mujh ko kahin tu apne hi andar talash kar.

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Teri mehfil bhi gai,