Reza kanch ki surat mein bikhar jata hun

Reza kanch ki surat mein bikhar jata hun.


Main teri yaad mein jab had sy guzar jata hun.


Ab gurezan hai wo milnay se jo kehta tha kabhi.


Tum se miltay hi main kuch or nikhar jata hun.


Roz khata hun tujay yaad na
karnay ki qasam.


Roz wadon sy main apnay hi
mukar jata hun.


Muh ko tamasha bana dia hai
mohabbat ne teri.


Log kartay hain awazien main jidhar jata hun.


Har gham pe khaya hai
mohabbat ka dhoka.


Ab koi pyar se bulata hai to dar jata hun..

Comments

Popular posts from this blog

Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai

Teri mehfil bhi gai,