Khoon badal se baraste dekha
Khoon badal se baraste dekha,
Phool ko shaakh pe daste dekha,
Kitne bedaar khayalon ko yahan,
Daam ikhlaas mein phanste dekha,
Dil ka gulshan k bayaban hi raha,
Aisa ujjra k na baste dekha...
Khul gaya jin pe musarat ka
bharam
Phir kabhi in ko na hanste dekha...
Ab kahan ashk nadamat Saghar,
Aastenoo ko taraste dekha...
Phool ko shaakh pe daste dekha,
Kitne bedaar khayalon ko yahan,
Daam ikhlaas mein phanste dekha,
Dil ka gulshan k bayaban hi raha,
Aisa ujjra k na baste dekha...
Khul gaya jin pe musarat ka
bharam
Phir kabhi in ko na hanste dekha...
Ab kahan ashk nadamat Saghar,
Aastenoo ko taraste dekha...
Comments
Post a Comment