اس بلاگ کا انتخاب ھمارے لہئے بیت بڑا
انعام ہے۔ یم آپ قارئین کے شکر گزار ھیں-
کسی بھی ایڈ کو کلک کر کے اپنا ڈونیشن (یے مفت ھے)
کسی ضرورتمند کو عطیا کریں۔
شکــــــــریح
Keh do Gham-e- Hussain Manany walon ko, Momin Kbhi Shohada ka Matam nhi krte Hy Ishq Apni Jan se zyada Aal-e-Rasool se Yun Sar-e-Aam Hum Unka Tamasha nai krty Roein wo jo munkir hain shahadat-e-HUSSAIN k, Hum zinda-o-javaid ka matam nahi kertay...
(THIS GHAZAL WAS SENT ME MY BEST FRIEND SADAM HUSSAIN) Hum yousaf e zaman thy abi kal ki baat hai, Tum hum pe mehrban thy abi kal ki bat hai, Wo din b thy k hum hi tmhari zuban py thy, Mozoe dastaan thy abi kal ki baat hai, Ae karwan e husn o ishq tm ko yad ho shaid, Hum meere karwan thy abi kal ki bat hai, Kuch hadson se gir gae Anjum zameen per, Hum rashk e aasman thy abi kal ki baat hai... Ajib dastan hoti he dosti ki Larna milne se b acha lagta he.. Lar k manane wale b hote hen kuch To kuch ko chirhana acha lagta he Dost k muh se kuch sunne k liye Kabhi jhuk jana bhi acha lagta he.. Safar train ka ho ya zindagi ka Khatm hi nai hoti batin Phir b khamosh reh kar muskrna acha lagta he 4 dosto me lagta he mil gai puri duniya Baki sab bhul jana acha lagta he Yaro hmesha 7 rahna Yar tumhara yarana acha lagta hy. Dedicated 2 my sweet frndz.
Teri mehfil bhi gai, chahne wale bhi gaye, Shab ki aahen bhi gayi, subah ke nale bhi gaye Dil tujhe de bhi gaye, apna sila le bhi gaye, Aa ke baithe bhi na the, ke nikaale bhi gaye. Dr. Alama Muhammed Iqbal
Comments
Post a Comment